Wednesday 22 November 2017

UC Browser Removed From Google Play Store India

ad300
Advertisement
UC Browser Removed From Google Play Store India - UC Browser ko Google Play Store se hataya gaya.
uc Browser remove from play store hindi
Uc browser Removed from Google Play Store

Google Play Store ne Ek famous Internet browser UC Browser ko apne platform se remove kar diya hai, UC Browser India mein 6th sabse Jyada download Hone Wali app hai aur pichle hafte hi iss app ne 5 Million Downloads poora kiya tha.

About UC Browser - UC Browser Ke Baare Me

UC Browser China ki Company Alibaba ka Browser app hai, jiska use internet use karne ke liye karte hai.

UC Browser ko Play Store se hataya gaya hai, Lekin UC Browser Mini abhi bhi Play Store par available hai.

Download UC Browser Mini

Why UC Browser Removed From Play Store - UC Browser Ko Play Store Se Kyo Hataya Gaya

UC Browser AliBaba Ke mobile karobaar group ka hissa hai Ali Baba Ne Bharat me Paytm par nivesh Kiya Hai, Iske Alawa usne Snapdeal me bhi  Bada paise lagaya hai.
UC Browser Ne Pichle Saal Ka Wada kiya tha Ki India aur Indonesia main uske 10 Crore se zyada monthly active users hai.

Is se pehle August Mein Indian users ke mobile data Ko leak Karne Ka aarop UC Browser par Laga tha aur is mamle Mein Indian Government me jach kiya tha.

Jach me ye pata laga ki UC Browser apne Indian users ke data ko Chinese server ko bhej rha hai, jo ki India ki security ko weak karta hai, aur shayad ye hi wajah hai ki Google ne iske upar action liya aur play store se Uc browser ko delete kar diya.
Share This
Previous Post
Next Post

Pellentesque vitae lectus in mauris sollicitudin ornare sit amet eget ligula. Donec pharetra, arcu eu consectetur semper, est nulla sodales risus, vel efficitur orci justo quis tellus. Phasellus sit amet est pharetra

0 comments: